Uthti Hui Dhool MeinUthti Hui Dhool Mein Khud Ko Bhool Gaye
Badhta Raha Zamana Piche Hum Reh Gaye

Tassaur Ki Rehguzar Mein Kuch Raha Na Yaad
Tha Kuch Jo Baaki  Woh Piche Bhool Gaye

Apno Ne Diye Jo Zakhm  Kaise Karoon Bayaan
Khamosh Hai Zubaan Meri Aawaaz Le Gaye


, , , , , ,